mujhe manzil ki khwaish nahi hai
mujhe to raah ki udati dhul ki tamanna hai
jo ki manzil ko aur dur kar deti hai
aur us manzil ki taraf chalte chalte
jindagi ka safar khatam ho jata hai
jindagi itni badi nahi hai lekin raah
me baith ke kisi ka intejar karo to
jindagi shayad lambi ho jay
wo jindagi hi kya jo kisi ke liye ruke
hi nahi aisi jindagi se to achha hai
is duniya se rukhsat hona
aur ek sach ye bhi hai ke kisi ka
pyar naa mile to ye maut bhi bekar hai
mujhe to raah ki udati dhul ki tamanna hai
jo ki manzil ko aur dur kar deti hai
aur us manzil ki taraf chalte chalte
jindagi ka safar khatam ho jata hai
jindagi itni badi nahi hai lekin raah
me baith ke kisi ka intejar karo to
jindagi shayad lambi ho jay
wo jindagi hi kya jo kisi ke liye ruke
hi nahi aisi jindagi se to achha hai
is duniya se rukhsat hona
aur ek sach ye bhi hai ke kisi ka
pyar naa mile to ye maut bhi bekar hai
0 comments:
Post a Comment