Showing posts with label MOHABBAT. Show all posts
Showing posts with label MOHABBAT. Show all posts

Friday, December 30, 2011


tere ishq me jiye ham
tere ishq me mare ham
bas ye dua he rab se
ki wafaye hi kare ham
na gila he koi tujh se
na he koi shikayat
ye dua he ab to rab se
bas tu hame hi chahe
tujhe dil hi dil me chaha
na bataya ham ne tujhse
taa umr tujh ko chaha
na huwe - door -  tujhse
ye waada aaj tujh se
ke wafaa karenge tujhse

आज फिर से रोने को दिल चाहता है...
बीती बातों में खोने को दिल चाहता है...
याद आती है मुझको वो बातें पुरानी...
वो भोली सी मस्ती,वो प्यारी कहानी...
उन्ही यादों में फिर से खोने को दिल चाहता है...
आज फिर से रोने को मेरा दिल चाहता है...

मिले थे कभी हम इस अजनबी शहर में...
चले हम संग -संग अनजाने सफ़र...
पलकों में थे सपने,दिल में एक उमंग थी...
रास्ता था मुश्किल,ख़ुद से हर पल एक नयी जंग थी...
अब तो बस फिर यादें ही रह जाएँगी...
कुछ बातें रह जाएगी,वो रातें रह जाएँगी...
उन्ही रातों में फिर से सोने को जी चाहता है...
आज फिर से रोने को दिल चाहता है...


खैर मिल पाएगा नही अब वो कंधा...
जिस पर सर रख कर हम रो सके...
कुछ तुमसे कह सके ,कुछ तुमको सुन सके...
हँसता हूँ फिर भी आँखों में नमी है...
रोने के लिए अब आँखों में आँसू भी नही है...
पलकों का समंडर भी अब सूना लगता है...
तन्हा मुझको अब घर का आईना लगता है...
अब हर पल ख़ुद से बचने को दिल चाहता है...
आज फिर से रोने को दिल चाहता है...


कितने अजीब थे वो मस्ती भरे दिन...
सपने थे आँखों में नये रोज़ दिन...
बातों में हर पल थी शहद सी मिठास..
हमे दूरियों का ना था एहसास...
खेले थे हम हैर पल जिन खिलौने से...
उन खिलौने से फिर खेलने को दिल चाहता है...
आज फिर से रोने को दिल चाहता है...
 
pain
                                        

Death stole my only love
It didn't let me say goodbye
So in this world that killed you
I sit alone and cry
A pointless event, that often does occur
It stole my only love
I say for death there is no cure
Your big brown eyes I still so often see
But now you're gone and all that's left is me

Ye Zindagi Tere Saath Ho
Ye Arzoo Din Raat Ho
Main Tere Sang Sang Chalon
Tu Har Safar Mein Mere Sath Ho
Main Kanton Par Bhi Chal Paron
Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho
Kabhi Sham Dhalay Jab Hum Milain
Na Din Dhalay Na Raat Ho
Ye Zindagi Tere Sath Ho
Hamesha Sath Rehne Ki Aadat Kuch Nahi Hoti.
Jo Lamhe Mil Jaye Jeelo Riyazat Kuch Nahi Hoti.


Jise Mehroomiyaan Mili Ho Wahi Jaan Sakta Hai
Zubani Housla, Jhooti Murrawat Kuch Nahi Hoti 


Kaayiii Rishtoun Ko Jab Parkhi, Natija Ek Hi Nikla 
Zaroorat Hi Sab Kuch Hoti Hai Mohabbat Kuch Nahi Hoti 


Kisi Ne Jana Ho Toh Phir Chord Hi Jata Hai 
Bichardna Ho Toh Sadiyoun Ki Rafaqat Kuch Nahi Hoti 


Ta'alluq Toot Jaye Toh Safane Doob Jaate Hain 
Yeh Sab Kehne Ki Baatein Hain Haqeeqat Kuch Nahi Hoti 

Tuesday, December 27, 2011

AKSAR MERE DOST MUJHSE NARAZ HOTE HAIN.
AUR KABHI KABHI TO VO APNA AAPA BHI KHOTE HE.
KEHTE HE SALE COLLEGE ROZ KYO AATA HE.
EK DIN BUNK MARNE ME TERA KYA JATA HE.
KITNA PADNE WALA HO GAYA HE,YE KAHKE TANA KASTE HE.
FIR BHI CT(CLASS TEST) ME FAIL HE,YE KEHKE MUJHPE HASTE HE.
UNKI IN BATON KO MAI SUN KE RAH JATA HOON.
KYOKI APNE AAP KO MAI NIRUTTAR PATA HOON.
KEHNA TO CHAHTA HOON,PAR KEHNE ME SHARMATA HOON.
KI KYO MAIN ROZ COLLEGE JATA HOON.........






PADNE KI TO BAAT NHI,YE TO APNI SAMJH KA PHERA HAI.
BEVKUFO KO SAYAD PATA NAHIN,APNI CLASS ME KUDRAT KI KHUBSURTI KA BASERA HAI.
DIN SAFAL HO JAYE UNKO DEKHKAR YE REHTA KHYAL MERA HAI.
AKSAR UNKI BENCH ME ,MERI NAZRO NE DALA DERA HAI.
LAGTA HE DUNIYA KI KHUBSURTI HAI UNKI MUTTHI ME.
BHAGWAN NE JINKO BANAYA HE,GARMI KI CHHUTTI ME.
AUR EK HUMKO BHAGWAN NE JALDI-JALDI ME BANAYA HE.
HUMPE KALI SHYAHI POTI,GORA RANG TO UNPE LAGAYA HE.
AKSAR JO APNE AAP KO ANGRY GIRL BATATI HE.
AUR AKSAR JO KHUD KO U TANHA-TANHA PATI HE.
USKI HAR TANHAI ME,MAIN KHUD KA SATHI PATA HOON.
AUR SAYAD ISILIYE MAI ROZ COLLEGE JATA HOON.


JAB WO CLASS NHI AATI,CLASS ME MAN KAHAN LAG PATA HAI.
SHORT-STTENDENCE ME UNKA NAAM MAT AA JAYE,YE SOCH KE DIL GHABRATA HAI.
EXAM FORM SE PEHLE HOD ROOM ME,UNKA BULAVA AATA HAI //(DUE 2 SHORT ATTENDENCE)
KYA KEHTE HE HOD SIR,UNKA CHEHRA UTAR JATA HE.
AKSAR UNKI YAAD ME,COLLEGE TIME YU HI GUJAR JATA HAI.
PADAI KYA HUI KHABAR NHI,ATTENDENCE DIYA BAS YAHI YAAD AATA HAI.
APNE RESULT SE PEHLE,UNKE RESULT PE DHYAN JATA HE.
APNE 1ST DIVISION SE UTNI KHUSHI NHI,UNKE GRACE PAS PE BHI DIL MITHAI BATNA CHAHTA HE.


JAB SIR HUME KUCH KEHTE HAI,HUM SUNKAR KHUSH REHTE HAI.
PAR DIL TUT JATA HE,JAB UNKO KUCH KEHTE HAI.
4 SAAL KA SUKH THA YE,JISKO KHONA NHI CHAHTA THA
AUR ISILIYE MAIN ROZ COLLEGE JATA THA.
AUR ISILIYE MAIN ROZ COLLEGE JATA THA .


Chalo Hum maan lete hain
Tumhen Hum kho chukay lekin
Tumhri yad ab tak bhi
Hamain betaab rakhti hai
Hamari sans ab tak bhi
Tumhari aas rakhti hai
Magar ab ye bhi suntay hain
Tumhri raah roshan hai
Tumhen bhi mil gaya koi
Magr afsoos..
Hum Jesa….
Agar pao kahin Tum to
Mujhe do lafz likh daina, k
‘MANZIL’ mil gae muj ko.

Husn Ki Jheel Ho Tum or Kinaray Hain Ye Hont.
Sach To Ye Hay Ke Mujay Jan Say Piaray Hain Ye Hont
Mainy Hr Bar Mohabat Sy Inhain Chuma Hy
Os Ny Hr Bar Mohabat Sy Obharay Hain Ye Hont
Hath Honto Py Mery Rkh K Mujhy Kehny Lgy
Rokeay In Ko, Boht Shoq K Mary Hain Ye Hont
Band Hoty Hain Ye Inkar Ki Surat Mai Mgr
Adh Khilay Hon To Mohabat K Isharay Hain Ye Hont
Aj Khud Apny Muqadar Py Mujhy Rashk Aya
Aj Honto Mai Mery Us Ny Otaray Hain Ye Hont
Chum Kr Hont Mery Us Ny Kaha tha ye Qateel
Bas Tumary Hain,Tumary Hain,Tumary Hain Ye Hont!


Tuesday, December 13, 2011


Jo Koi Aziz Hota Hai 
Jab Woh Durr Hota Hai 
Naa Dil Ko Sukoon Hota Hai

Baatoun Me Wahi Hota Hai 
Qiyaaloun Me Wahi Hota Hai 

Dil Me Usski YAAD Hoti Hai 
Hontoun Pe Ussi Ka Naam Hota Hai

RUH Me Wahi Samaya Hota Hai 
Dil Ussi Keliye Beqaraar Hota Hai 

Jab Koi Aziz Hota Hai 
Jab Woh PAAS Hota Hai 

Aankhoun Me Neend Hoti Hai 
Dil Me Sukoon Hota Hai 

WOH Humare PAAS Hota Hai 
Laikin Dil Ko Nahi Qiyaal Hota Hai

Naa Humko Usski Khadar Hoti Hai 
Naa Humko Usska EHSAAS Hota Hai 

" Jab Woh Ek Saans Bhi Leta Hai Toh 
Samajh Jaati Hoon Ki Ye Saansein Ussi ki Hain "

Wednesday, August 17, 2011

Ye mohabbat bhi pata nhi kaya cheez hai?Main jab bhi iske bare main sochta hon hmm kuch samajh ni aata. Crying or Very sad 
Pata nhi aysa q hota hai? Sad 
Mera ji chahta k main un logon se mohabbat karon jo 
Muhib hain.. I love you 
Aasiq hain.. I love you I love you 
Jinho ne mohabbat ki hai.. I love you 
Mohabbat karna jante hain... I love you 
Gudaaz dilon wale... I love you I love you 
Narm nazron wale..... shadow 
Subak lehjon wale log hi tu aashiq hote hain.Mohabbat ka noor in k andar jiger mager k khazane
bhar deta hai. tea 
Main bhot se aashqon se mila hon.Main ne bhot se muhib dehke hain.......... hi5 
Roshan peshaneoun se payar karne wale---- queen 
Gazali ankhon ka gham rakhne wale---------- flower 
Ghani zulfon k geet gane wale--------- sunny 
Lafzon se, Zehno se, Kitabon se ishq karne wale muhib --------  
Aber se, Badal se, Gulab se, Gulshan se, Kushbo se, Khobsurti se, Jugno se, Jangal se, Boond se,  
Barsat se mohabbat karne wale log bhi main ne dehkey hain, inhey dekh kr bara qarar aata hai...  
Dil kehta hai k abhi dunya r mehke ge r pahle phoole ge k abi insan kaynat k husan r khaliq k 
takliqat ko chaney, dehkne, samajhne r sirhane ka hosla rakhta hai............. cool 

Thursday, June 2, 2011

Kash kaha hota tume,
Kushi chahiya, hum duniya bhar ki de dete,

kaha hota,
Khwaish puri karne ko, hum ek bhi arrman baki nahi rakhte,

kaha hota,
Tare tod lane ko, sara akash le ate,

kaha hota,
Phoole lane ko, gulshan le ate,

kaha hota,
Pyaar karne ko, akhiri saas tak karte,

kaha hota,
Jan de dene ko, haste haste de dete,

par tum to woh maang baithe jo mere bas me nahin
tum se juda hokar jee pana ki…..

Saturday, May 21, 2011


Ek tooti PREM KAHANI-
Fark Sirf Itna Sa Hai,
Uski Barat Gayi,
Meri Maut AAi,
Phool Us Par B The,
Phool Mujh Par B The,
Mahfil Vaha B Thi,
Log Yaha B The,
Unka Hasna Vaha,
Inka Rona Yaha,
Saheliya Uski B Thi,
Dost Mere B The,
Kaji Udhar B Tha,
Molvi Idhar B Tha,
wo Saj K Gayi,
Mujhe Sajaya Gaya,
wo Uth K Gayi,
Mujhe Uthaya Gaya,
Fark Sirf Itna Sa Hai,
Use APNAYA Gaya
Or
Mujhe DAFNAYA Gaya……!!!